Odh Li Chunariya Song Lyrics – Pyaar Kiya To Darna Kya

Odh li chunariya tere naam ki
Tere pyaar mein doob gaye hain
Hum khud ko hi bhool gaye hain
O mere dildar

Odh li chunariya tere naam ki
Odh li chunariya tere naam ki
Chaahe duniya jo bhi soche humko karna pyaar
Pyaar kiya toh darna kya
Jab pyaar kiya toh darna kya

Odh li chunariya tune mere naam ki
Odh li chunariya tune mere naam ki
Chahe duniya jo bhi soche umko karna pyaar
Pyaar kiya toh darna kya
O jab pyaar kiya toh darna kya
Odh li chunariya tere naam ki

Tanha tanha tha yeh dil
Khoya khoya tha yeh dil
Bechaini ka aalam tha
Suna mann ka aangan tha

Jabse tumho mile, meet gaye sab gile
Jabse tumho mile, meet gaye sab gile
Maine bhi tay kiya hai
Aayegi teri doli mere hi angna

Odh li chunariya tune mere naam ki
Odh li chunariya tune mere naam ki
Chahe duniya jo bhi soche humko karna pyaar
Pyaar kiya toh darna kya
O jab pyaar kiya toh darna kya
Odh li chunariya tere naam ki

Tauba tauba yeh aankhe
Kehati hain saw saw baaten
Jane kaisa jaadoo hai
Meraa dil bekaboo hai

Rab se jab maanga, bas tujhe maanga
Rab se jab maanga, bas tujhe maanga
Pyaar ki bindiya chamka de tu
Mujhko kangan pehna de tu
Karde shagun sajna
Odh li chunariya tere naam ki
Odh li chunariya tere naam ki
Chahe duniya jo bhi soche humko karna pyaar
Pyaar kiya toh darna kya
O jab pyaar kiya toh darna kya
Odh li chunariya tere naam ki