Sun O Meri Jaana Lyrics

Sun O Meri Jaana: Anurag Nischal | Anaya Shah | Ashray Khurana | New Hindi Song2020 @Copyryt Studios

Ummmm meri life ki kitaab me kami hai toh bus teri
Ghar me zarurat hai mummy ko toh bus teri
Samajh me aarahi toh baby na tu kar deri
Dil me utar ja na
Mere room me closet ek tera khaali hai
Bed side wall maine phoolon se sajali hai
Har ek suvidha tere liye banali hai
na bana koi bahana

Sun o meri jaana
Mai tera deewana
Kaisa ye sharmana
Yun mujhko tadpana

Sun o meri jaana
Mai tera deewana
Kaisa ye sharmana
Yun mujhko tadpana

Meri gaadi jo kaali ki left seat hai khaali
Tu ek baari bole toh tujhe le jaau manali
Jo bhi ho bus tu daddy ji ko samjhali jaana
Tu bole toh banau mai chai ki piyali
Ya kholu vodka teri favourite green apple wali
Apni behen ko tu banade meri saali jaana

Tere lie hi toh gharwalo ko samjhaya hai
Balcony mai jhula bhi lagwaya hai
Saving account bhi toh lutwaya hai
Ab nikhra giraana
Din bhar raat bhar tera hi khyaal hai
Maanegi kab tu chori yehi toh sawaal hai
Teri convincing power bhi kamaal hai
Mummy daddy ko manana

Okey ! Akhri baar bolra hu. Fir mat bolna ki maine bola nahi.

Sun o meri jaana
Mai tera deewana
Kaisa ye sharmana
Yun mujhko tadpana

Sun o meri jaana
Mai tera deewana
Kaisa ye sharmana
Yun mujhko tadpana

Sun o meri jaana
Mai tera deewana
Kaisa ye sharmana
Yun mujhko tadpana