Tera Chehra Lyrics – GST – Galti Sirf Tumhari

Tera chehara khuda ne
Noor se paida kiya
Tera chehara khuda ne
Noor se paida kiya
Sitaro ko phalak se
Tod ke bikhra diya
Tera chehara khuda ne
Noor se paida kiya
Tera chehara khuda ne
Noor se paida kiya

Taro taza banawat hai,
Mohabbat ki likhawat hai
Teri jo muskurahat hai
Nazakat mein shrarat hai

Teri masumiyat ne
Chand ko sharma diya
Tera chehara khuda ne
Noor se paida kiya
Tera chehara khuda ne
Noor se paida kiya

Teri zulfon ki ye khushbu
Har ek lamha kare jaadu
Yaha hai tu, waha hai tu
Jaha dekhun, hai tu hi tu

Fizaon ne tumhare
Jism ko bosa diya
Tera chehara khuda ne
Noor se paida kiya
Tera chehara khuda ne
Noor se paida kiya

Na re ne na ne.